Aaj hum IPO ke bare me jannen vale hai ki “IPO kya hota hai? IPO me apply kaise kre” aur isse paise kaise kma skte hai. Agr aap share market me paisa lga kr paisa kmana chahte Hai to aapko iske basic’s ko smjhna pde ga. Isme se aik IPO bhi hai jo aapko janna bhut jruri hai.
IPO Kya Hota Hai ?
IPO ka pura nam Initial Public Offer (इनिशियल पब्लिक ऑफर) hai jab koi company pahli bar apni securities ya share ko primary stock market me sell krti hai ya yeh kahen ki pahli bar Stock Exchange par list hoti hai to use IPO khaa jata hai.
Yeah kitne type ke hote hai?
IPO दो Type के hote hai Mainboard IPO aur doosra hai SME IPO.
Mainboard IPO
जब koi large Company apna IPO lati hai jiska minimum post-issue paid-up capital Rs 10 crore se jyada hota hai aur बो अपनें shares को public में sell krti hain या First time stock exchanges पर list hoti hai तो इसें Mainboard IPO कहा जाता हैं। और यह NSE और BSE पर लिस्ट होती हैं
SME IPO
जब कोंई Small and medium enterprises (SME) Company apna IPO lati hai jiska minimum post-issue paid-up capital Rs 1 crore aur maximum Rs 25 crore hota hai aur बो अपनें shares को public में sell krti hain या First time stock exchanges पर list hoti hai तो इसें SME IPO कहा जाता हैं। और यह NSE SME और BSE SME पर लिस्ट होती हैं।
IPO kyo laya jata hai
Ab hum jante hai ki kisi comany ke dvara ipo kyo laya jata hain isske kya karn hai ki kisi company ko apne share public ko bechne padte hai. jab koi company choti rahti hai to thoda paisa kisi 1 ya 2, 3 byaktiyo se udhar le kar apna kam chla leti hain lekin agr koi badi company hai jise bhut paiso ki jrurat hain to bo apni company ko stock exchange par list kra kr apne share public ko deti aur uuske pass paisa aa jata hai jis ko General corporate purposes ke liye use karti hai. isse company ko loan ki jrurat nhi padti hai.
Ipo Kaise Laya Jata Hai
Agr kisi company ko apna ipo lana hai to usko sabse pahle SEBI ke pass jana hoga. SEBI (SEBI Kya hai) ke pass company ki DRHP file krni hogi jisme company ki puri jankari rhti hai. Jab SEBI se approval mil jata hai to iske bad bo registrar (Bigshare, Link Intime India, KFin Technologies And More) ke pass jati hai. Ab registrar us company ko ipo ke dvara Stock exchange (NSE & BSE) par list karvata hai.
Types of investors participate in IPO
1.QIBs एक registered institutional investors होते हैं जो Qualified Institutional Bidders category में apply करतें हैं।
2.HNIs वो investors होतें हैं जो Rs 2 lakh से ज्यादा के share के लिए apply करतें हैं, इन्हें High-Networth Individuals (HNI) कहतें हैं।
3.Retail investors वो investors होतें हैं जो Rs 2 lakh से कम के share के लिए apply करतें हैं, इन्हें Retail individual investors (RII) कहतें हैं।
IPO se paisa kaise kmaye
Agar Aap IPO se paisa kmana chahte hai to pahle aapko ipo ki puri jankari uppr pad kar acche se leni hai, Ab agr aap ipo se paisa kmane ke liye tyar hai to me aapko bta deta hun ki isme paisa dubane ke liye bhi tyar rhna hoga kyo ki aap janten hai ki share market me risk hota hai jo aapko lena padta hai.
Agar aap kisi ipo me apply kar ke paisa kmana chahte hai to aapko aapko us ipo ki puri jankari honi chahiye ki company ipo kyo lekar aa rhi hai aapko niche btayai gyi bato ka dhyan rkhna chahiye iske bad hi ipo me apply kre.
इन्हें भी जरुर पड़ें :
- Share Market kya hai? कैसे काम करता हैं? What Is Share Market How To Work.
- Stock Broker Kya Hai? Best Stock Broker in India
- Smallcase Kya Hai? इससें Stock Market में Invest कैसे करें?
- Kisi Bhi IPO Me Apply Kaise Kare in 2022
- IPO kya hota hai? IPO se paisa kaise kmaye
Isme Konsi Bato ka dhyan rkhna chahiye
1. Company ipo kyo lekar aa rhi hai vo uun paiso ka kya karne vali hai.
2. Agar koi company (General corporate purposes, Funding long-term working capital requirements & Funding capital expenditure requirements for the development of an R&D facility and expansion / setting up of manufacturing facilities.) inke liye ipo lekar aati hai to yeah Capex karna chahti hai jo ki shayi hai.
3. Company ke Promoters kon hai.
4. Company ke Promoters ke pass ipo ke bad kitni holding bchegi jo 50% se jyada honi chahiye.
5. Company ke Financials Past me kya rahe hai.
6. Company ka IPO Price, Issue Size, Fresh Issue our Offer for Sale kitna hai.
7. Ab aap ipo ke bare me acche se jante hai aur aapko lagta hai ki isme me apply krunga fir aap apply kar skte hai.
Ab Aap Paisa Kaise कमा सकतें हैं
1. Ab aapko Ipo me apply karna hai. aap ASBA ya UPI kisi se bhi apply kar sakte hai.
2. Jab aapko ipo ka allotment mil jata hai aur share aapke demet account me aajate hai.
3. Ab ipo ki listing agar acche bhav par hoti hai jaise ki 100 ki ipo price thi aur 150 par listing hoti hai aur aap 150 me apne share SELL karte hai to aakpo 50% ka profit hota hai. ise listing gain kahate hai.
4. इसी तरीके से lose bhi hota hai.
अंत में,
इस पोस्ट ”IPO kya hota hai? IPO se paisa kaise kmaye” में हमनें IPO के बारें में अच्छे से जान लिया हैं, अगर फिर भी आपका कोंई सवाल हैं तो नीचें कमेन्ट कर सकतें हैं। धन्यवाद